Wednesday, 22 August 2012

Apna Dard Dikhana Chaha Tha !!!!!!


Ankhon Men Bhare The Jugnu Ko Unke Samne Barsana Chaha Tha.
Jo Nahin Chahte Mere Saye Ka Bhi Samna , Baus Unhi Ko Pana Chaha Tha !!!!
Wo Nadan Mere Dakhmon Pe Namak Chhidakte Rahe
Bus Jinko Kewal Apna Dard Dikhana Chaha Tha !!!!!!!!!

No comments:

Post a Comment